Search This Blog

Saturday, June 21, 2014

Vada Raha Lyrics - Khakee

Vada raha…
pyar se pyar ka,
Ab hum na honge judaa,
Vada raha pyar se pyar ka,
Ab hum na honge judaa,
Yeh… meri dhadkane…
sun raha hai khuda
Chahe tumhe is kadar mera dil,
Tumko nahi hai pataa,
Yeh meri dhadkane
sun raha hai khuda;
Vadaa rahaa……
Dono jahan ko bhula hun main,
aisi lagi hai tujh se lagan;
Chahe kaho ise deewanagi ,
chahe kaho ise deewanapan,
Dil ne kaha…
dil ne suna…
Maine tumhe dilbar chuna…..
Ab dooriyan naa rahi darmiyan….
kya rang laayi wafa….
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda,
Vada raha pyar se pyar ka,
Ab hum na honge judaa,
Yeh meri dhadkane sun raha hai khuda…

No comments:

Post a Comment

Followers